Usne Jana Ki Tareef Mumkin Nahi Lyrics

SHARE

Usne Jana Ki Tareef Mumkin Nahi Lyrics

Usne Jana Ki Tareef Mumkin Nahi Lyrics

Aisa Dekha Nahi Khoob-soorat Koyi

Jism Jaise Ajanta Ki Moorat Koyi

Jism Jaise Nigaahon Pe Jaadu Koyi

Jism Naghmah Koyi

Jism Khushbu Koyi

Jism Jaise Mehakti Hui Chaandani

Jism Jaise Machalti Hui Raagini

Jism Jaise Ke Khilta Hua Ik Chaman

Jism Jaise Ke Sooraj Ki Pehli Kiran

Jism Tarsha Huwa Dil-kash O Dil-nisheen

Sandaleen Sandaleen

Marmareen Marmareen


Husn-e Jaanaan Ki Ta’reef Mumkin Nahi

Husn-e Jaanaan Ki Ta’reef Mumkin Nahi

Afreen Afreen

Afreen Afreen

Tu Bhi Dekhe Agar To Kahe Ham-nisheen

Afreen Afreen

Afreen Afreen

Husn-e Jaanaan Ki Ta’reef Mumkin Nahi

Husn-e Jaanaan Ki Ta’reef Mumkin Nahi


Jaane Kaise Baandhi Tune Akhiyon Ki Dor

Mann Mera Khincha Chala Aaya Teri Or

Mere Chehre Ke Subha Zulfon Ki Shaam

Mera Sab Kuchh Hai Piya Ab Se Tere Naam

Nazron Ne Teri Chhuwa

To Hai Yeh Jaadu Hua

Hone Lagi Hoon Main Haseen


Aafreen Aafreen Aafreen…


Chehra Ik Phool Ki Tarah Shaadaab Hai

Chehra Uska Hai Ya Koyi Mahtaab Hai

Chehra Jaise Ghazal Chehra Jaan-e Ghazal

Chehra Jaise Kali Chehra Jaise Kanwal

Chehra Jaise Tasawwur Bhi Tasweer Bhi

Chehra Ik Khaab Bhi Chehra Taa’beer Bhi

Chehra Koyi Alf Lailawi Daastaan

Chehra Ik Pal Yaqeen Chehra Ik Pal Gumaan

Chehra Jaisa Ke Chehra Kaheen Bhi Nahi

Maah-ru Maah-ru Mah-jabeen Mah-jabeen


Husn-e-jaana Ki Ta’reef Mumkin Nahi

Husn-e-jaana Ki Ta’reef Mumkin Nahi

Afreen Afreen

Afreen Afreen

Tu Bhi Dekhe Agar To Kahe Hamnisheen

Afreen Afreen

Afreen Afreen

Husn-e Jaanaan Ki Ta’reef Mumkin Nahi


(Sargam)


Aafreen Aafreen

Aafreen Aafreen

Aafireen

YouTube Video Embeded Below

HINDI LYRICS MEANING

ऐसा देखा नहीं खूब-सूरत कोई

जिस्म जैसे अजंता की मूरत कोई

जिस्म जैसे निगाहों पे जादू कोई

जिस्म नघमा कोयिक

जिस्म खुशबू कोयिक

जिस्म जैसी महकती हुई चांदनी

जिस्म जैसी मचलती हुई रागिनी

जिस्म जैसे के खिलता हुआ एक चमन

जिस्म जैसे के सूरज की पहली किरण

जिस्म तर्शा हुआ दिल-काश ओ दिल-निशिन

सैंडलीन सैंडलीन

मारमरीन मारमरीन


हुस्न-ए-जान की तारीफ मुमकिन नहीं

हुस्न-ए-जान की तारीफ मुमकिन नहीं

आफरीन आफरीन

आफरीन आफरीन

तू भी देखे आगर तो कहे हम-निशें

आफरीन आफरीन

आफरीन आफरीन

हुस्न-ए-जान की तारीफ मुमकिन नहीं

हुस्न-ए-जान की तारीफ मुमकिन नहीं


जाने कैसे बंधी तूने अखियों की डोरी

मन मेरा खिंचा चला आया तेरी ओर

मेरे चेहरे के सुभा जुल्फों की शाम

मेरा सब कुछ है पिया अब से तेरे नाम

नज़रों ने तेरी छुवा

तो है ये जादू हुआ

होने लगी हूं मैं हसीन


आफरीन आफरीन...


चेहरा एक फूल की तरह शादाब है

चेहरा उसका है या कोई महताब है

चेहरा जैसा ग़ज़ल चेहरा जाने-ए-ग़ज़ाली

चेहरा जैसा काली चेहरा जैसा कंवला

चेहरा जैसा तसव्वुर भी तस्वीर भी

चेहरा एक खाब भी चेहरा ताबीर भी

चेहरा कोई अल्फ लैलावी दास्तान

चेहरा इक पल याक़ीन चेहरा इक पल गुमान

चेहरा जैसा के चेहरा कहीं भी नहीं

मह-रु मह-रु मह-जबीन मह-जबीन


हुस्न-ए-जाना की तारिफ मुमकिन नहीं

हुस्न-ए-जाना की तारिफ मुमकिन नहीं

आफरीन आफरीन

आफरीन आफरीन

तू भी देखे आगर तो कहे हमनीशीन

आफरीन आफरीन

आफरीन आफरीन

हुस्न-ए-जान की तारीफ मुमकिन नहीं


(सरगम)


आफरीन आफरीन

आफरीन आफरीन

आफिरीन

ENGLISH LYRICS MEANING

Haven't seen such a beautiful-looking one

Ajanta's idol like body

There is no magic on the eyes like a body

jism naghma koyik

Jism Khushboo Koyik

body-smelling moonlight

ragini

body like a blooming chaman

body like the first ray of sun

Jism Tarsha Hua Dil-Kash O Dil-Nishin

sandlin sandlin

marmarine marmarine


It is impossible to praise Husn-e-Jaan

It is impossible to praise Husn-e-Jaan

afreen afreen

afreen afreen

If you see me too, then you say we - Nishine

afreen afreen

afreen afreen

It is impossible to praise Husn-e-Jaan

It is impossible to praise Husn-e-Jaan


Know how you tied the strings of your eyes

My mind was drawn towards you

The evening of the sweet swirls of my face

My everything is your name from now on

eyes touched you

so it's magic

I'm starting to be cool


Afreen Afreen...


face is like a flower

Is it his face or is there a lover

Face like Ghazal Face Jaane-e-Ghazali

face like black face like kanwala

picture of face

Face one face too face Tabeer too

face koi alf lailawi story

Face ek moment sure face ek moment lost

face like no face anywhere

mah-ru mah-ru mah-jabeen mah-jabeen


It is not possible to praise Husn-e-Jana

It is not possible to praise Husn-e-Jana

afreen afreen

afreen afreen

If you also see if you say we are human

afreen afreen

afreen afreen

It is impossible to praise Husn-e-Jaan


(Gamma)


afreen afreen

afreen afreen

afreen

CreditsName
Writers: Javed Akhtar
Singers: Ustad Nusrat Fateh Ali Khan
Music Label: Saregama India Ltd


SHARE

Related Posts